मेरी कलम से -------------------------------मेघना
"दिल की बात"
नज़रें झुका कर छुपा लो दिल की हर बात मगर
दिल की हर धड़कन नज़र रखती है तुम पर.........
होंठों पर दिल की बात आए या न आए
महकती साँसों ने बयां कर डाला है
दिल का हर हाल हम पर ------------------
-------------------------------------------------------------------------------------------------
"dil ki baat"
nazrein jhuka kar chhupa lo dil ki har baat magar
dil ki har dhadkan nazar rakhti hai tum par
honthon par dil ki baat aaye ya na aaye
mehakati saanson ne bayaan kar daala hai
dil ka har haal ham par --------------------
2 comments:
Bhaut khoob, kay ye sab abhi lekhti hani ya pahele ka likha hua hai.
Vah Vah kya khoob kaha hai...
Hum e bhi next time live sunana bhabi...
Post a Comment