मेरी कलम से .............................मेघना
नशा है ये तुम्हारी आँखों का
किसी जाम का ये सुरूर नही
कत्ल करते हो निगाहों हो से
कहते हो हमारा कोई कसूर नही
जान ले लेते हो हर बार
और तुम कातिल भी नही
जुर्म करते हो हर बार
और गुनाहगारों में शामिल भी नही
----------------------------------------------------------------------------------------------
meri kalam se .................................................meghna
nasha hai ye tumhaari aankhon ka
kisi jaam ka ye suroor nahi
qatl karte ho nigaahon se
kehte ho hamaara koi kasoor nahi
jaan le lete ho har baar
aur tum qaatil bhi nahi
jurm karte ho har baar
aur gunahgaaron mein shaamil bhi nahi
No comments:
Post a Comment