Monday, December 15, 2008

तुम्हे इस की ख़बर हो या न हो

हम तुम्हारी अदाओं को खूब जानते हैं

किसी को गहराई से डर लगता है

कुछ तो किनारों पर ही डूब जाते हैं

हमें किसी गहराई से क्यों डरना

हम तो उनकी आँखों को देखते हैं

और उनमे ही डूब जाते हैं ..............

--------------------------------------------------------

tumhe is ki khabar ho ya na ho

ham tumhari adaaon ko khoob jaante hain

kisi ko gehraai se dar lagta hai

kuchh to kinaron par hi doob jaate hain

hamein kisi gehraai se kyon darna

ham to unki aankhon ko dekhte hain

aur unme hi doob jaate hain...........................

2 comments:

Dikshya said...

hi meghna

nice shayari.

Unknown said...

sach me mam - aap kamal ki likhti ho!!