मेरी कलम से----------------मेघना
"वो एक चेहरा"
-----------
वो एक चेहरा जो मेरी निगाहों से हटता ही नही
बिछड़ गया ऐसा कि फ़िर मिला भी नही
आँखों में थी उसकी इक मासूमियत
जिसका शायद उसको भी पता नही
दिखते हैं रोज हजारों चेहरे हमें
एक वही हमें दिखता भी नही
अगर वो मिल जाए कही तो उससे पूछें
कि क्या तुम्हारा हमसे कोई रिश्ता ही नही ????
------------------------------------------------------
meri kalam se----------------meghna
" wo ek chehra"
wo ek chehra jo meri nigahon se hat ta hi nahi
bichhad gaya aisa ki fir mila bhi nahi
aankhon mein thi uski ek masoomiyat
jiska shayad usko bhi pataa nahi
dikhte hain roz hazaaron chehre hamein
ek wahi hamein dikhta bhi nahi
agar wo mil jaye kahi to us se poochhein
ki kya tumhaara hamse koi rishta hi nahi ???
No comments:
Post a Comment