Sunday, February 8, 2009

मेरी कलम से-------------------------------मेघना


किसी का भी गम देख कर
मेरी आँख भर आती है
किसी को भी कोई मुश्किल हो
बस हमें उदास कर जाती है
खुशनसीब हैं वो लोग दुनिया में
जिन्हें मिलता है किसी का प्यार
नही तो जाने कितने मासूमों पर
ये ज़िन्दगी बस कहर ही बरसाती है

----------------------------------------------------------------------------------

meri kalam se---------------------------meghna

kisi ka bhi gam dekh kar

meri aankh bhar aati hai

kisi ko bhi koi mushkil ho

bas hamein udaas kar jaati hai

khushnaseeb hain wo log duniyan mein

jinhe milta hai kisi ka pyaar

nahi to jaane kitne masoomon par

ye zindagi bas kehar hi barsaati hai

No comments: