Friday, February 6, 2009

मौत की आहट

मेरी कलम से------------------------------मेघना


मौत की धीमी सी आहट सुनी है

ज़िन्दगी के इस आँगन में

चंद घडियां ही अब तो बची है

अपने इस दामन में

जी चाहता है इन लम्हों को समेट लूँ

अपने आँचल में

न सरकने दूँ इन घड़ियों को में

ऐ वक्त तेरा हाथ ज़ोर से थाम लूँ

मैं इस सावन में

ऐ आंसुओं के सैलाब ज़रा थम जाओ

जी भर के भी नही देखा

मैंने अपनों को

समेट लेने दो अब थोडी सी खुशियाँ हमें भी

अपने इस दामन में ............................

---------------------------------------------------------------------------

meri kalam se-----------------------meghna


mout ki dheemi si aahat suni hai

zindagi ke is aangan mein

chand ghadiyan hi ab to bachi hain

apne is daaman mein

jee chaahata hai in lamhon ko samet loon

apne aanchal mein

na sarakne doon in ghadiyon ko mein

ae waqt tera hath zor se tham loon

mein is saaawan mein

ae aansuon ke sailab zara tham jao

jee bhar ke bhi nahi dekha


meine apnon ko

samet lene do ab thodi si khushiyan hamein bhi

apne is daaman mein

No comments: