मेरी कलम से------------------------------मेघना
" वो खफा हैं हमसे "
वो रूठे हैं कुछ -कुछ हमसे
और कुछ ग़मगीन भी हैं
पर खफा होकर कसम खुदा की
वो लगते और भी हसीं हैं
नज़रें चुरा कर हमसे दिल के राज
कुछ तो वो छुपाते हैं
समझा लें लाख हम
इस दिल को लेकिन
दिल में वो फ़िर भी उतर ही आते हैं-----------------------------
-------------------------------------------------------------------------------------------------
meri kalam se---------------------------meghna
" wo khafaa hain hamse"
wo roothe hain kuchh-kuchh hamse
aur kuchh gamgeen bhi hain
par khafa hokar kasam khuda ki
wo lagte aur bhi haseen hain
nazrein chura kar hamse dil ke raaz
kuchh to wo chhupaate hai
samjha le laakh ham
is dil ko lekin
dil mein wo fir bhi utar hi aate hain----------------------------
1 comment:
Judai Ki Kasak Liye
Teri Yaad Se Jura Aansoo
Har Shab Meri Aankh Se Tapka Hy
Guzry Kal Ki Terha
Aaj Ka Din Bhi
Tum Bin
Udaas Guzra Hy … !!!
Shayari
aankhein Shayari
aansoo aansu Shayari
barsaat shayari
bewafa shayari
dard bhari shayari
dhoka shayari
Dua Shayari
eid shayari
Ghazal
hussani shayari
intezaar shyari
ishq shayari
islamic shayari
judaii shayari
khushiyaan shayari
mazahiya shayari
mehfil-e-shayari
mirza ghalib
occassion poetry
poetry sms
punjabi shayari
pyar shayari
romantic shayari
sad shayari
sms shayari
Soch shayari
tanhaii shayari
umeed collection
yaad shayari
Post a Comment